
Mujhe khabar nahi ki tu kab tak mere saath hai..
kisiko yakin nahin hota ki tu meri saason tak aa basi hai...
main sochta hun gar kabhi khuda ke mann mein khayal aa jaaye...
aa jaaye ki tera mera safar bass yhin tak ka ho jaaye..
to kya! mana nahin kar sakta bass dekhta rahunga uski taraf ek tak nazar lagaaye..
ki shaayad uske doosre khayal mein mera udaaas chehra usse nazar aa jaaye..
wo khuda bhi itna laalchi nahi ki tujhe mujh se cheen le..
bass dar laga rehta ki kahin uska laalach bhad na jaaye...
2 comments:
wow............
its marvelous.....
really touching
feeling like crying :-(
true
Post a Comment